Akhri Waar Lyrics - Syed Raza Abbas Zaidi - Noha 2024

 
 
 
Ran Main Shabbir Ko Zibah Kartay Howay Shimar Ne Khud Suna
Akhri Waar Tak

Piasy Shabbir Kay Zakhmi Honton Pe Tha Naam Abbas Ka
Akhri Waar Tak
 
 Zair e Khanjar Tha Bhai Ka Sokha Gala
Kuch Qadam Dor The Zainab e Aliya
Bhai Kehta Raha Lout Jao Behan
Khushk Gardan Pe Jis Waqt Khanjar Rakha
Dekh Kar Phyla Waar Aysy Zainab Girin
Shimar Hasta Raha
Akhri Waar Tak
 
Youn To Sattar Qadam Pe The Zainab Khari
Kuch Qadam Agay Bali Sakina Bhe The
Apne Baba Kay Ceny Pe Soti The Jo
Larkharaty Howay Khak Pay Gigaye
Baap Ko Dekh Kar Beti Roti Rahi Shimar Ceny Pe Tha
Akhri Waar Tak
 
 Khinchta Tha Kbhe Resh Shabbir Ke
Marta Tha Wo Hans Kar Chamacha Kbhi
Paon Rakhta Tha Zakhmon Pe Shabbir Kay
Or Kbhe Jism Per Marta Tha Churi
Khon He Khon Tha Zakhm He Zakhm Thy
Itna Mara Gaya
Akhri Waar Tak
 
 Shimar Se Shah Ka Jab Gala Na Kata
Pas Sanaan Ibne Anas Agaya
Mar Kar Neza Shabbir Kay Halq Main
Aysy Khincha Hoi Zulm Ke Inteha
Agaye Sath Main Sari Sokhi Ragain
Neza Uljha Raha
Akhri Waar Tak
 
 Bughz Kitna Tha Ibne Ali Se Usay
Shimar Jaldi Main Tha Phyly He Waar Se
Ran Main Wo Dono Hathon Se Masroof Tha
Ake Piasy Ka Sar Katnay Kay Leyay
Usky Ek Hath Main Taghe Or Dosra Hath Balon Main Tha
Akhri Waar Tak
 
 Ake Maa Gode Main Rakh Kay Betay Ka Sar
Kab Say Bethi Hai Yay Shimar Ko Kab Khabar
Sath Shabbir Kay Fatima Ka Lahoo
Beh Kay Khanjar Se Girta Raha Khak Per
Kat Gaye Ungliyan Phir Bhe Sar Na Bacha
Hath Maa Ne Rakha
Akhri Waar Tak
 
 Aye Raza Or Zeeshan Dekho Zara
Karbala Main Hai Mojod Wo Qatal Gah
Beth Kar Aje Rotay Hain Zair Jahan
Kal Wahan Shah Ka Koi Apna Na Tha
Sab Tamashai Thay Dekhtay He Rahy
Shah Ka Katta Gala
Ran Main Shabbir Ko Zibah Kartay Howay Shimar Ne Khud Suna
Akhri Waar Tak

Piasy Shabbir Kay Zakhmi Honton Pe Tha Naam Abbas Ka
Akhri Waar Tak
 
 Zair e Khanjar Tha Bhai Ka Sokha Gala
Kuch Qadam Dor The Zainab e Aliya
Bhai Kehta Raha Lout Jao Behan
Khushk Gardan Pe Jis Waqt Khanjar Rakha
Dekh Kar Phyla Waar Aysy Zainab Girin
Shimar Hasta Raha
Akhri Waar Tak
 
 Youn To Sattar Qadam Pe The Zainab Khari
Kuch Qadam Agay Bali Sakina Bhe The
Apne Baba Kay Ceny Pe Soti The Jo
Larkharaty Howay Khak Pay Gigaye
Baap Ko Dekh Kar Beti Roti Rahi Shimar Ceny Pe Tha
Akhri Waar Tak

3) Khinchta Tha Kbhe Resh Shabbir Ke
Marta Tha Wo Hans Kar Chamacha Kbhi
Paon Rakhta Tha Zakhmon Pe Shabbir Kay
Or Kbhe Jism Per Marta Tha Churi
Khon He Khon Tha Zakhm He Zakhm Thy
Itna Mara Gaya
Akhri Waar Tak
 
 Shimar Se Shah Ka Jab Gala Na Kata
Pas Sanaan Ibne Anas Agaya
Mar Kar Neza Shabbir Kay Halq Main
Aysy Khincha Hoi Zulm Ke Inteha
Agaye Sath Main Sari Sokhi Ragain
Neza Uljha Raha
Akhri Waar Tak
 
Bughz Kitna Tha Ibne Ali Se Usay
Shimar Jaldi Main Tha Phyly He Waar Se
Ran Main Wo Dono Hathon Se Masroof Tha
Ake Piasy Ka Sar Katnay Kay Leyay
Usky Ek Hath Main Taghe Or Dosra Hath Balon Main Tha
Akhri Waar Tak

6) Ake Maa Gode Main Rakh Kay Betay Ka Sar
Kab Say Bethi Hai Yay Shimar Ko Kab Khabar
Sath Shabbir Kay Fatima Ka Lahoo
Beh Kay Khanjar Se Girta Raha Khak Per
Kat Gaye Ungliyan Phir Bhe Sar Na Bacha
Hath Maa Ne Rakha
Akhri Waar Tak
 
 Aye Raza Or Zeeshan Dekho Zara
Karbala Main Hai Mojod Wo Qatal Gah
Beth Kar Aje Rotay Hain Zair Jahan
Kal Wahan Shah Ka Koi Apna Na Tha
Sab Tamashai Thay Dekhtay He Rahy
Shah Ka Katta Gala
Akhri Waar Tak
 
Categories:
Similar Posts

0 Comments:

Please do not enter any spam link in the comment box.