Noha Lyrics
HussaiN (a.s) HussaiN(a.s)
HussaiN (a.s) HussaiN (a.s)
HussaiN (a.s) HussaiN (a.s)
Kehty Hain jab bhi jis Ko bhi Jana ho karbala Moula...
Kehty Hain jab bhi jis Ko bhi Jana ho karbala
Zawar jis Ko bnana ho Moula HussaiN (a.s) ka
Lazim hai isky waste Abbas (a.s) Ki Rizza
Abbas (a.s) ....
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery(a.s)
(x2)
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Badshah-e-Karbala ayee shah nainawa
Jald Bulana humay jald Bulana
Jab ayee chaand Raat MuHaRraM Ki ya KhuDa
Ayee kaash Karbala main hoon hum bhi Kisi jaga
Manzar woh hum bhi daikh lay parchum kushayi ka
Labaik Ya HussaiN (a.s) hamari bhi ho sada
Panna Hai yeh sharaf Panna Hai Shah Kay zawaroon main Naam likhwana Hai
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Moula Tumhary chahnay waloon Ki Hai Sada
Krna Hai KaRbaLa main hi Ashoor-e-karbala
Moula Nazar K samnay Roza ho app ka
Matam zaree samny ho app ka bappa
Kahana Hai Bus yahi kahana hai
Humko bhi Maula ke saye mein rahana hai
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Badshah-e-Karbala ayee shah nainawa
Jald Bulana humay jald Bulana
Maula hamen bhi apni ziyarat Karaye
Ayee Fatima kay Lal hamen bhi bulaiye
Zawar Karbala Ka hamen bhi banenye
Jagir bewafa Ki hamen bhi dikhaiye
Aana hai roz woh aana hai zikr-e-Maula karne humko bhi aana hai
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Dekhen nazara ham bhi wahan Arabaeen ka
Paidal Safar Najaf sa krain sue Karbala
Bante sabil aur tabaruk jagah jagah
Jari rahe Azaye Hussaini.(a.s) ka silsila
Karna hai yah Safar karna hai sung azadaroon Ke humko bhi jana hai
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Badshah-e-Karbala ayee shah nainawa
Jald Bulana humay jald Bulana
Yah arzu hai karb-o-bla jab Bhi jaenge
Ham khemagah-O- mashko Alam lekay jaenge
Abbas (a.s) ka Hussain (a.s) ko noha sunaeye gay
Sadaat ke ujadne ka Matam karaen gay
Rona hai han hamen Rona hai Karbala walon ka to soog hona hai
Ya Maula (a.s)...
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Kat Kr giray thy bazuay-e-Abbas jis jagah
Ya Hazrata
wah Gurbata
Kat Kr giray thy bazuay-e-Abbas (a.s) jis jagah
Akbar (a.s) Jawan ka Jahan chalni jagr hua
Asghar (a.s) na khaya hus Kay jahan teer-e-hurmala
Duba Jahan pe khoon main lashkar Hussain ka
Jana Hai Har jagah Jana Hai
Ja Kay Har Gurbat par ashak barsana Hai
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
(x2)
Badshah-e-Karbala ayee shah nainawa
Jald Bulana humay jald Bulana
Moula Hussain (a.s) aap ne kya kam kar dia
Apne lahu se khak ko khak-e-Shiffa kiya
Maula yahi hai aapke zarwar Ki Dua
Hum Bhi pade namaz sar-e-Arz Karbala
Sunna hai han hamen sunna hai Haram-e- Maula ki woh azaan sunna hai
Ya Maula...
Jana Hai KaRbaLa Jana Hai ba khuda Maula K Dar humay Jana hai
Abbas (a.s) Bula lo
Zawar Bna do
Aik Baar humay Roza-e-Shabeer (a.s) daikha do
Moula mery (a.s)
Moula mery (a.s)
Moula mery(a.s)
Moula mery(a.s)
Badshah-e-Karbala ayee shah nainawa
Jald Bulana humay jald Bulana
Abbas (a.s)......
0 Comments:
Please do not enter any spam link in the comment box.