مدد کریں مدد کریں علیؑ کے حق کا واسطہ ہے بی بی فاطمہؑ
کسے سنائیں حالِ دل ہمارا کون ہے یہاں بس آپکا ہے آسرا کریمِ کربلا کی ماں چھڑالو غم سے اب ہمیں تمہارا نام فاطمہؑ ھے ہے بی بی فاطمہؑ
درِ حسینؑ دیکھلوں بہت اداس ہے نظر نجف سے کربلا ہمیں بلالیں اربعین پر لبوں پہ یاحسینؑ ہے ہمارے دل میں کربلا ہے بی بی فاطمہؑ
ہےجب سےقیدمیں پسر ادھورا لگ رہاہے گھر اس انتظار میں ہے ماں کب آئیگا مرا پسر رہائی کی خبر ملے اسیر جو بھی بے خطا ہے بی بی فاطمہؑ
اے سیدہؑ ہے آپکو حسنؑ حسینؑ کی قسم جو خالی گودیاں ہیں اب یہ اُن پہ کیجئے کرم عطا ہو وارثِ عزا لبوں پہ بس یہی دعا ہے بی بی فاطمہؑ
مریضِ لاعلاج کو دکھائیے یہ معجزہ بحقِ عابدِ حزیں عطا کریں اُسے شفا اے راضیہ اے مرضیہ تمہارے ہاتھ میں شفا ہے بی بی فاطمہؑ
بچھاؤنگا میں کب تلک صفِ عزا یہاں وہاں مجھے وہ گھر عطا کریں بپا ہوں مجلسیں جہاں ہوں گھر میں آپکے قدم یہ ہر غریب چاہتا ھے بی بی فاطمہؑ
ظہور ہو امامؑ کا بنائیں آپکا آپکا حرم ھے ماتمی کی آرزو بچھے وہاں بھی فرشِ غم شکستہ قبر دیکھکر ہمارا دل تڑپ رہا ھے بی بیؑ فاطمہؑ
ٹوٹے ہوئے دلوں کا بس اک آسرا ہیں آپ جسکو علیؑ پکاریں وہی فاطمہؑ ہیں آپ مشکل کشا کے واسطے مشکل کشا ہیں آپ ذیشان اور رضا کے لبوں کی صدا ہیں آپ دل ہے اداس ہم ہیں پریشان فاطمہؑ مشکل ہماری کیجئے آسان فاطمہؑ
وجد میں جب بھی تیرا نام میں لیتا ہوں علیؑ بیٹھے بیٹھے ہی نجف گھومتا رہتا ہوں علیؑ دل دھڑکنےکی صداؤں میں بھی سنتاہوں علیؑ اے میرے مولا علیؑ یہ محبت تیری راہ جیسی بھی ہو مجھکو نہیں گرنے دیتی
خیبری جنگ میں چالیسواں دن آیا تو کہا اللہ نے جبرئیل نبیؐ سے کہدو وہ جو مظہر ہے عجائب کا پکارو اُسکو جب علیؑ آئیگا سب بدل جائیگا جیت جاؤگے ابھی جنگ پڑھو میرے نبیؐ
راستہ نیل میں موسٰیؑ کو دکھادیتا ھے کشتیِ نوحؑ سے طوفان ہٹادیتا ھے اور کہیں نار کو گلزار بنادیتا ھے حضرتِ آدمؑ سے مصطفٰیؐ تک سب کے کام آیا ھے یہی ورد جہاں جسنے پڑھی
میرا انداز ملنگانہ بنادے مولاؑ جو تجھے دیکھلے وہ دانہ بنادے مولاؑ مجھکو بہلول سا دیوانہ بنا دے مولاؑ ٰعشق اتنا ھے مجھے میرے مولا تجھسے میرے سینے میں ہے دل اور ھے اُس دل پہ لکھی
کھویا رہتا ہوں شب و روز تری یادوں میں زندگی بن کے تو بستا ھے میری سانسوں میں دل لگا رہتا ہر وقت تری باتوں میں ایسا لگتا ھے مجھے ساتھ ھے تو میرے تری یادوں سے نکلنے نہیں دیتی ہے کبھی
نیزہ اکبرؑ کے کلیجے سے نکالا تو پڑھی تیر بےشیر کی گردن سے جو کھینچا تو پڑھی ایک گٹھڑی میں جو قاسمؑ کو سمیٹا تو پڑھی لاشہ جب عونؑ و محمدؑ کا اُٹھایا تو پڑھی کٹ گئے ہاتھ گرا گھوڑے جب یادِ علیؑ شاہؑ لاشے پہ گئے پڑھتے ہوئے نادِ علیؑ الغرض شہؑ کا گلا شمر نے جب کاٹا کچھ قدم دور سے رو روکے بہن پڑھتی رہی
پہنچیں دربار کے دروازے پہ زینبؑ جسدم خاک پہ ایسی گریں پھرنہیں اُٹھ پائےقدم یاد بابا کی جب آئی تو ہوئیں آنکھیں نم روکے زینبؑ نے کہا ہو کہاں اے بابا جب مدد کے لئے بابا کو پکارا تو پڑھی
بیڑیوں پر جو گراتی رہی پانی لاکر جو بہن شام تک آئی تھی طمانچے کھاکر قید سے جو نہیں جاپائی رہائی پاکر اُس بہن کا لاشہ قبر میں جب رکھا اُس گھڑی سیدِ سجادؑ کے ہونٹوں پر تھی
جسکےسینےمیں ھےغم زہراؑ کےاُجڑے گھر کا بس وہ درویش ھے ذیشان و رضا اِس در کا اُس پہ رہتا ہے کرم شام و سحر حیدرؑ کا یاحُسینا کہنا غم میں روتے رہنا اپنے سائے میں عزاداروں تمہیں رکھیگی
Jab Ran Ko Chalay Khaimay Se Abbas e Delawar Sab Bibiyan Lipti The Sambhaly Howy Chader Hathon Se Kamar Tham Ke Pas Aye Jo Sarwar Bosa Leya Abbas Ke Shanon Ka Yay Keh kar Tum Jesa Barader Main Kahan Paonga Bhai Tum loat Kay Na Aye Tu Mar Jaonga Bhai
Senay Se Laga Kar Shah Ne Kaha Abbas Na Jao Ruk Jao Aye Bhai Na Jao Ruk Jao
Koi Bhe Nahi Hai Ab Mera Abbas Na Jao Ruk Jao Aye Bhai Na Jao Ruk Jao
Bolo To Sakina Ko Main Samjha Dnga Abbas Mashkiza Mujhe Dedo Main Louta Donga Abbas Shikwa Na Karyge Pani Ka Rakh Degi Wo Hathon Se Koza Wo Kehna Nahi Talyge Mera Abbas Na Jao Ruk Jao
Thehro Ke Tmhain Dylon Main Jeny Ke Duain Tm Mar Gaye To Kon Bachayega Ridain Dharas Hai Tmhe Se Zainab Ko Ja Ja Kay Batati Hai Sab Ko Zinda Hai Abhe Ghazi Mera Abbas Na Jao Ruk Jao
Maidan Main Kis Tarha Tmhain Jane Do Bolo Akbar Ke Tarha Pala Hai Is Bhai Ne Tum ko Jo Ran Ko Gaya Wo Na Aya Tum Bhe Na Agar Aye Bhaiya Main Kesy Uthaonga Lasha Abbas Na Jao Ruk Jao
Ruktay He Na Thay Zainab o Kulsoom Kay Anson Jab Shah Ne Kaha Choom Ke Abbas Ke Bazo Yay Shanain Qalam Na Hojain Be Asra Hum Na Hojain Yay Bazo Sahara Hai Sab Ka Abbas Na Jao Ruk Jao
Wo Kofa Wo Zarbat Main Kahan Bhola Hon Abbas Tum Akhri Baba Ke Nishani Ho Mery Pas Yaad Ati Hai Jab Bhe Baba Ke Main Dekhta Hon Tum Ko Ghazi Zakhmi Na Ho Baba Ka Chehra Abbas Na Jao Ruk Jao
Behain Na Mery Sath Agar Hoti Alamdar Khud Tum Ko Larai Kay Leyay Karta Main Tayar Yan War Karogy Tum Jitne Har War Ka Teri Behnon Se Bazaar Main Lain Gay Wo Badla Abbas Na Jao Ruk Jao
Zeeshan o Raza Kesa Tha Ghurbat Ka Wo Manzar Bhai Kay Qadam Chom Kay Mashkiza Utha Kar Abbas Jo Niklay Khaimon Se Girti The Ridain Khud Sar Se Aur Kehty Rahy Shah e Wala Abbas Na Jao Ruk Jao
Ran Main Shabbir Ko Zibah Kartay Howay Shimar Ne Khud Suna Akhri Waar Tak
Piasy Shabbir Kay Zakhmi Honton Pe Tha Naam Abbas Ka Akhri Waar Tak
Zair e Khanjar Tha Bhai Ka Sokha Gala Kuch Qadam Dor The Zainab e Aliya Bhai Kehta Raha Lout Jao Behan Khushk Gardan Pe Jis Waqt Khanjar Rakha Dekh Kar Phyla Waar Aysy Zainab Girin Shimar Hasta Raha Akhri Waar Tak
Youn To Sattar Qadam Pe The Zainab Khari Kuch Qadam Agay Bali Sakina Bhe The Apne Baba Kay Ceny Pe Soti The Jo Larkharaty Howay Khak Pay Gigaye Baap Ko Dekh Kar Beti Roti Rahi Shimar Ceny Pe Tha Akhri Waar Tak
Khinchta Tha Kbhe Resh Shabbir Ke Marta Tha Wo Hans Kar Chamacha Kbhi Paon Rakhta Tha Zakhmon Pe Shabbir Kay Or Kbhe Jism Per Marta Tha Churi Khon He Khon Tha Zakhm He Zakhm Thy Itna Mara Gaya Akhri Waar Tak
Shimar Se Shah Ka Jab Gala Na Kata Pas Sanaan Ibne Anas Agaya Mar Kar Neza Shabbir Kay Halq Main Aysy Khincha Hoi Zulm Ke Inteha Agaye Sath Main Sari Sokhi Ragain Neza Uljha Raha Akhri Waar Tak
Bughz Kitna Tha Ibne Ali Se Usay Shimar Jaldi Main Tha Phyly He Waar Se Ran Main Wo Dono Hathon Se Masroof Tha Ake Piasy Ka Sar Katnay Kay Leyay Usky Ek Hath Main Taghe Or Dosra Hath Balon Main Tha Akhri Waar Tak
Ake Maa Gode Main Rakh Kay Betay Ka Sar Kab Say Bethi Hai Yay Shimar Ko Kab Khabar Sath Shabbir Kay Fatima Ka Lahoo Beh Kay Khanjar Se Girta Raha Khak Per Kat Gaye Ungliyan Phir Bhe Sar Na Bacha Hath Maa Ne Rakha Akhri Waar Tak
Aye Raza Or Zeeshan Dekho Zara Karbala Main Hai Mojod Wo Qatal Gah Beth Kar Aje Rotay Hain Zair Jahan Kal Wahan Shah Ka Koi Apna Na Tha Sab Tamashai Thay Dekhtay He Rahy Shah Ka Katta Gala Ran Main Shabbir Ko Zibah Kartay Howay Shimar Ne Khud Suna Akhri Waar Tak
Piasy Shabbir Kay Zakhmi Honton Pe Tha Naam Abbas Ka Akhri Waar Tak
Zair e Khanjar Tha Bhai Ka Sokha Gala Kuch Qadam Dor The Zainab e Aliya Bhai Kehta Raha Lout Jao Behan Khushk Gardan Pe Jis Waqt Khanjar Rakha Dekh Kar Phyla Waar Aysy Zainab Girin Shimar Hasta Raha Akhri Waar Tak
Youn To Sattar Qadam Pe The Zainab Khari Kuch Qadam Agay Bali Sakina Bhe The Apne Baba Kay Ceny Pe Soti The Jo Larkharaty Howay Khak Pay Gigaye Baap Ko Dekh Kar Beti Roti Rahi Shimar Ceny Pe Tha Akhri Waar Tak
3) Khinchta Tha Kbhe Resh Shabbir Ke Marta Tha Wo Hans Kar Chamacha Kbhi Paon Rakhta Tha Zakhmon Pe Shabbir Kay Or Kbhe Jism Per Marta Tha Churi Khon He Khon Tha Zakhm He Zakhm Thy Itna Mara Gaya Akhri Waar Tak
Shimar Se Shah Ka Jab Gala Na Kata Pas Sanaan Ibne Anas Agaya Mar Kar Neza Shabbir Kay Halq Main Aysy Khincha Hoi Zulm Ke Inteha Agaye Sath Main Sari Sokhi Ragain Neza Uljha Raha Akhri Waar Tak
Bughz Kitna Tha Ibne Ali Se Usay Shimar Jaldi Main Tha Phyly He Waar Se Ran Main Wo Dono Hathon Se Masroof Tha Ake Piasy Ka Sar Katnay Kay Leyay Usky Ek Hath Main Taghe Or Dosra Hath Balon Main Tha Akhri Waar Tak
6) Ake Maa Gode Main Rakh Kay Betay Ka Sar Kab Say Bethi Hai Yay Shimar Ko Kab Khabar Sath Shabbir Kay Fatima Ka Lahoo Beh Kay Khanjar Se Girta Raha Khak Per Kat Gaye Ungliyan Phir Bhe Sar Na Bacha Hath Maa Ne Rakha Akhri Waar Tak
Aye Raza Or Zeeshan Dekho Zara Karbala Main Hai Mojod Wo Qatal Gah Beth Kar Aje Rotay Hain Zair Jahan Kal Wahan Shah Ka Koi Apna Na Tha Sab Tamashai Thay Dekhtay He Rahy Shah Ka Katta Gala Akhri Waar Tak
Baba(a.s.) Mere Baba(a.s.) Baba(a.s.) Mere Baba(a.s.) Mere Baba(a.s.)
Baba(a.s.) Chalna Chahoon To Chala Bhi Nahi Jata Paon Zakhmi Yeh Uthta Hi Nahi Mera
Sona Chahoon To Soya Bhi Nahi Jata Pusht Zakhmi Hai Zakhmo Se Hai Khoo Behta
Saans Leti Hoon To Dukhti Hain Pasliyan Dadi Zahra(s.a.) Ki Tarhan Tooti Hain Pasliyan
Baba(a.s.) Rukhsar Mere Zakhmi Kaano Se Lahoo Jari Bunde Bhi Chinay Mere Kurta Bhi Jala Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Dhoondti Phirti Thi Mein Aap Ka Lasha Baba(a.s.) Ek Zalim Ne Mujhe Rok Ke Mujhse Poocha Dhoondti Kis Ko Hai Baba(a.s.) Ka Tere Naam Hai Kya Mere Baba(a.s.) Hain Hussain Ibn e Ali(a.s.) Meine Kaha Phir Ghaiz Mein Woh Aaya Chehre Pe Mujhe Mara Reti Pe Gira Daala Mein Kehti Rahi Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
Raah Mein Chalte Huay Qafla Thehraya Gaya Pani Le Kar Jo Wahan Shimre Laeen Aaya Tha Apne Lashkar Ko Wahan Pani Se Sehraab Kya Pani Dikhla Ke Mujhe Sara Wahin Phenk Diya Phir Hans Ke Woh Kehta Tha Piyasa Tujhe Rakhunga Balon Ko Mere Khencha Or Khoon Rasa Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Pusht Zakhmi Hui Sajjad(a.s.) Ki To Meine Kaha Haay Maaro Na Usay Bhai Hai Bemaar Mera Sun Ke Aawaz Meri Shimr Meri Samt Barha Bhai Ko Chor Diya Phir Woh Sitam Mujh Pe Kya Mara Mujhe Tamacha Chehre Se Lahoo Nikla Woh Haath Sitamgar Ka Bhaari Tha Bara Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Kha Ke Zalim Ke Tamache Mujhe Ghash Aata Tha Phir Tamacho Se Hi Woh Hosh Mein Le Aata Tha Hans Ke Kehta Tha Bula Baba(a.s.) Ko Ammu Ko Bula Jitna To Roye Gi Utna Hi Tujhe Marunga Phir Dil Mera Ghabraya Or Jism Bhi Tharraya Yeh Haal Mera Dekha Na Reham Kya Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Mera Nanna Sa Gala Rassi Se Bandhwaya Gaya Mujh Ko Panjoo Pe Kabhi Kaanto Pe Chalwaya Gaya Tez Chaltay Huay Naqoo Se Bhi Girwaya Gaya Sar Ba Rehna Mujhe Bazaar Mein Phirwaya Gaya Thi Itni Thakan Baba(a.s.) Paon Bhi Na Uthta Tha Us Waqt Jo Ghash Aaya Aise Jagaya Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Jab Mein Zindan Se Rehaye kK Khabar Paoungi Dadi Zahra(s.a.) Ki Mein Turbat Pe Chali Jaoungi Apni Tooti Hui Pasli Unhe Dikhlaongi Chaar Saala Mein Zaeefa Hoon Yeh Batlaongi Hum Dono Hain Mazlooma Ek Jaisa Hai Ghum Apna Zalim Ne Jo Rulwaya Dono Ne Kaha Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
= = = = = = = = = =
Kaisa Woh Mazhar o Farhan Tha Ghum Ka Manzar Qaid Khanay Mein Sakina(s.a.) Ko Mila Baba(a.s.) Ka Sar Roi Kuch Der Woh Moon Baba(a.s.) Ke Moon Per Rakh Kar Bas Yehi Kehte Huay Kar Gaye Duniya Se Safar Yeh Aakhri Jumla Tha Ab Sabr Nahi Hota Sar Ronay Laga Shah(a.s.) Ka Beti(s.a.) Ne Kaha Baba(a.s.)
Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.) Baba(a.s.) Haay Itna Mujhe Mara Baba(a.s.) Haay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)
Reciter: Nadeem Sarwar Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee Poetry: Nadeem Sarwar, Jawad Jaffri & Dr Hilal Naqvi.
AUDIO PRODUCTION:
Chief Audio Engineer: Muhammad Omar Qureshi Assistant Audio Engineers: Owais Qureshi & Hassan Qureshi Special Co-Operation & Acknowledgement: Muhammad Ishaq Nazir Audio Recording & Structuring: Royall Records Studios (Sydney, Australia) Backing Vocals: Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas, Ali Shanawar & Ali Jee
TEAM SAFEER-E-AZA:
Team Organiser: Asim Jaffri Organising Team: Tajdar Hussain, Qamber Ali, Farhan Hussain, Adnan Jaffri, Uzair Rizvi, Kashif Jaffri, Qasim Jaffri, Nazish Jaffri, Farjad Haider & Ijlal Jaffri. Graphics Designer: Abu Talib Social Media Management: Sheryar Raza IT & Technical Support: Ali Abbas
VIDEO PRODUCTION:
Video Concept / Central Idea: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee Director: Ali Abbas Naqvi Producer: Umer Qazi Production Designer: Syed Mehdi Zaidi Director of Photography (DOP): Abid Rizvi Assistant Director: Hasan Raza Gaffer: Asif Hasan Focus Puller: Saleem Rajput Set Designer: Syed Jawad Bukhari Set Team: Syed Zulfi Ali & Syed Jawwad Bukhari (The Single Door) Set Incharge : Ali Faizan & Irfan Location : Wijdaan Studio Camera: MediaLine/LCG Lights & Grip: Cameo Films/Key Lights Ronin Operator: Shehzad Post Production In-charge: Syed Mehdi Zaidi / Hasan Raza Editor: SA Production & Muzammil Hussain. Editing Facilities: Cult Films Colorist: Ali Khan Post: Fahad Khan Production Management: Qasim Baloch (QB)
Project Producers: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee A&R Representative: Ali Hussain Record Label: Royall Records
Special Thanks & Acknowledgement: Imran Abidi, Barkat Ali Moosavi, Mehdi Moosavi, Baquer Rashti, Abbas Mirza & Ali Haider.
Noha | Karbala Janay Walo Recited By | Mir Jawad Mir & Mir Hasan Mir Written & Composed By | Janab Mir Sajjad Mir Sathi Noha Khuwan | Munawwar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas Khan Translation | Ahmed Virani (USA)
PRODUCTION TEAM: Head of Production: Aun Zaidi DOP & Directed By | Qamarain Haider Rizvi (RIZ Records) Asst DOP | Sadiquain Haider Rizvi Gaffer | Ali Haider Naqvi Post & Edit | RIZ Records (Qamarain Rizvi) Lights & Grip | RIZ Records
AUDIO TEAM: Audio Recorded By | Shabih (92 Studio) Audio Mix & Master | ODS Karachi
Noha | Mah e Aza Lo Namodar Hua Recited By | Mir Qasim Mir & Mir Hasan Mir Composition | Janab Raza Shah Written By | Janab Mir Takallum Sathi Noha Khuwan | Munawwar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas Khan Translation | Ahmed Virani (USA)
PRODUCTION TEAM: Head of Production: Aun Zaidi DOP & Directed By | Qamarain Haider Rizvi (RIZ Records) Asst DOP | Sadiquain Haider Rizvi Gaffer | Ali Haider Naqvi Post & Edit | RIZ Records (Qamarain Rizvi) Lights & Grip | RIZ Records
AUDIO TEAM: Audio Recorded By | Shabih (92 Studio) Audio Mix & Master | ODS Karachi
Khidmat Guzarane Karbobala Kehte Hain Tumse Ye Shahe Huda Haq e Mohabbat Ada Kardiya Tum Mujhse Raazi, Mai Tumse Raazi Dete Hain Tumko Dua Murtaza
Raazi Hongi Tumse Fatima Ahsant Khadim al Hussain
Tum Hamari Shaan Ho, Tum Bhi Maizbaan Ho…
Zairon Ki Khidmat Par Mamoor Ho Tum Iss Azeem Naimat Se Mashhoor Ho Tum Karbala Ki Ye Fiza Keh Rahi Hai Marhaba Ghazi Derahe Hain Hausla… Ahsant Khadim al Hussain
Jo Najaf Se Jaate Hain Paidal Haram Ko Tum Sahara Dete Ho Har Ahle Gham Ko Jabaja Sabel Hain Ishq Ki Daleel Hain Ehtemaam Aab aur Ghiza…
Har Qadam Moakib Jo Tumne Banaye Jo Safar Se Thakjaye Araam Paye Ho Koi Mareez e Gham Ya Zaeef e Mohtaram Sabko Baant-te Ho Tum Dawa
Nabeena Zair Ki Beenayi Tum Ho Mazoor Zair Ki Besaakhi Tum Ho Is Qadar Hujoom Mai Derahe Ho Rahatain Kyun Na Zairon Ki Ho Sada
Arabic Verse by Mulla Nazar
Sada Dete Hain Shabbir…Halabikom Banadoonga Mai Taqdeer Chale Aao Ae Zawar Mere Gham Ke Talabgaar Masayib Se Na Ghabrao Dar e Ghazi Pe Ajao Qadam Qadam Karain Ata Barhaate Jayen Hausla Dekharahe Hain Raasta Tumhare Ishq Pe Fida
Zairon Ki Nalain Bhi Jorte Ho Jab Tum Is Fareeze Se Moo Morte Ho Khoob Naukri Hai Ye Qalb Ki Khushi Hai Ye Hai Nijaat Ka Ye Raasta
Ki Hai Shahrahon Pe Khidmat Guzaari Mausamo Ki Shiddat Mai Bhi Pursadari Din Ho Raat Ho Ya Shaam Apne Kaam Se Hai Kaam Boli Haar Maan Kar Hawa
Bachon Mai Bhi Aayi Adaat Tumhari Naslon Ko Ye Baat Tumne Sikhaadi Matam o Buka Karo Tum Bhi Marsiya Parho Tumse Bhi Kahaingi Syeda
Khadimeen e Karbal Ki Jo Naukri Hai Mazher Ki Mesum Ki Khwahish Yahi Hai Khadimo Mai Naam Ho Aisa Intezaam Ho Humse Bolain Shah e Karbala